Mohabbat adhoori reh gayi, Zindagi tanha si ho gayi.
Tum chhod gaye, par yaadein reh gayi, Dil se teri jagah kabhi gayi hi nahi.
Tere bina bhi jeena hai, Par jeevan sa lagta nahi hai.
Jo kabhi apna tha, ab begana lagta hai, Tera diya har zakhm purana lagta hai.
Dil toda tumne, dard humne saha, Khamosh rehke bhi sab kuch keh diya.
Tere bina jeena seekh liya hoon, Par khush rehna ab tak nahi aaya.
Pal bhar mein rishton ka faisla kar diya, Jo dil se chaha, usne hi akela kar diya.
Tere jaane se zindagi se roshni chali gayi, Jo tha sabse apna, woh hi judaa ho gaya.
Kya faayda tere pyaar ka, Jab aakhir mein chhod jaana tha.
Tu tha mere saath, par mera kabhi na tha, Jispe kiya sab kuch, woh bewafa nikla.